Sunday, August 23, 2009

THE OTHER OF ME .....

Jeevan ki iss andheri raah par safalta aaise lagti hai jaise cycle k paidal k chalne par jalne waali batti ho. Jab tak paidal k upar meri do tange chal rahi hai tab tak mere path par ye batti jagmagaati rahegi lekin jis din main thak gaya aur meri tange ruk gayi, andhakaar mere saamne baahe failaye khada hoga .Jaag Jaag aab Jaag...unnati k liye jaag , ghor needra ka parityag kar ... bahut so liya aab jaag!!!

No comments:

Post a Comment